Pages

online visitors

Thursday, December 26, 2013

Indardhanush

मेरे विचार से अगर आप इंद्रधनुष को पसंद करते हैं तो आपको वर्षा को सहने की आदत भी डाल लेनी चाहिए।

Mere vichar se agar aap indradhanush ko pasand karte hai, too aapko varsha ko sehne ki aadat bhi dal leni chahiye.

Apne paryas


जब यह साफ हो जाए कि आप अपने लक्ष्य को प्राप्त नहीं कर पा रहे हैं तो लक्ष्य को बदलने के बजाय अपने प्रयासों को बदलने की कोशिश करें।

Jab ye saaf ho jaye ki aap apne lakshye ko prapat nahi kar pa rahe hai to apne lakshye ko badalne ki bajay apne paryason ko badalne ki koshish karen.

Hay bhagwan


Hai bhagwan mujhe un baaton ko swikaar karne ka dharye pardan karo, jinhe mai badal nahi sakta Aur Jin chizon ko mai badal sakta hun, unko baalne ka sahas doo, Tatha in dono mai antar pardan karne ke liye mujhe budhi doo.
हे भगवान मुझे उन बातों को स्वीकार करने का धैर्य प्रदान करें,
जिन्हे मैं बदल नहीं सकता  और जिन चीजों को मै बदल सकता हूं,

उनको बदलने का साहस दो तथा इन दोनों में अंतर प्रदान करने के लिए मुझे बुद्धि प्रदान करें।